Seerat Quiz 2026

Total Questions : 2
Correct : 0
Wrong : 0

Question 1
1. ALLAAH ne sab se pahle kis ke noor ko paida kiya?
a)   Hazrat Adam A.S. ke Noor ko
b)   Hazrat Ibraheem A.S. ke Noor ko
c)   Hamare Nabi ﷺ ke Noor ko
d)   Hazrat Moosa A.S. ke Noor ko
Correct Answer : c
Your Answer : a
Question 2
Huzoor ﷺ ka Naam-e-Mubarak kya hai?
a)   Muhammad ﷺ
b)   Ibraheem A.S.
c)   Ismail A.S.
d)   Moosa A.S.
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 3
Huzoor ﷺ ki wiladat kis waqt aur kis din ko huyi?
a)   Subah Sadiq ke waqt, Monday ko
b)   Subah Sadiq ke waqt, Friday ko
c)   Dopahar ke waqt, Monday ko
d)   Shaam ke waqt, Friday ko
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 4
Huzoor ﷺ ki wiladat kis Qamri wa Eesawi tareekh ko huyi?
a)   10 Rabi-ul-Awwal, 570 Eesawi
b)   12 Rabi-ul-Awwal, 571 Eesawi
c)   12 Rajab, 571 Eesawi
d)   10 Muharram, 572 Eesawi
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 5
Huzoor ﷺ ke Waalid aur Waalidah ka Naam kya hai?
a)   Hazrat Abdullah R.A. aur Hazrate Aaminah R.A
b)   Hazrat Abdullah R.A.
c)   Hazrate Aaminah R.A
d)   Don't Know
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 6
Huzoor ﷺ ke Dada aur Daadi ka naam kya hai?
a)   Hazrat Abdul Muttalib
b)   Hazrate Fatima bint Amr
c)   Hazrat Abdul Muttalib aur Hazrate Fatima bint Amr
d)   Don't Know
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 7
Huzoor ﷺ ke Nana aur Naani ka naam kya hai?
a)   Hazrat Wahab aur Hazrate Barrah
b)   Hazrate Barrah
c)   Hazrat Wahab
d)   Don't Know
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 8
Huzoor ﷺ ka ta'alluq kis khandaan aur kis qabeele se hai?
a)   Bani Umayyah aur Quraish
b)   Bani Haashim aur Quraish
c)   Bani Haashim aur Aus
d)   Bani Najjar aur Khazraj
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 9
Huzoor ﷺ Ummat ke liye kya hain?
a)   Roohani Baap
b)   Roohani Ustaad
c)   Roohani Rehnuma
d)   Roohani Dost
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 10
Huzoor ﷺ ki Azwaaj-e-Mutah'haraat Ummat ke liye kya hain aur unki ta'daad kitni hai?
a)   Maaein, aur ta'daad 11
b)   Maaein, aur ta'daad 11
c)   Maaein, aur ta'daad 13
d)   Maaein, aur ta'daad 11
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 11
Huzoor ﷺ kitne saal Makkah me aur kitne saal Madeenah me rahe?
a)   50 saal Makkah, 13 saal Madeenah
b)   53 saal Makkah, 10 saal Madeenah
c)   55 saal Makkah, 8 saal Madeenah
d)   52 saal Makkah, 11 saal Madeenah
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 12
Meelaad-un-Nabi kis Mahine ki kis Tareekh ko manaya jata hai?
a)   20 Muharram
b)   27 Rajab
c)   15 Sha'ban
d)   12 Rabi-ul-Awwal
Correct Answer : d
Your Answer :
Question 13
Huzoor ﷺ ke kitne bete hain?
a)   2
b)   3
c)   4
d)   5
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 14
Huzoor ﷺ ki kitni betiyan hain?
a)   2
b)   3
c)   4
d)   5
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 15
“Muhammad ﷺ” ka Ma'na kya hai?
a)   Khoob ta'reef kiya hua
b)   Ziyada ta'reef karne wale
c)   Sabr karne wale
d)   Ilm wale
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 16
“Ahamed ﷺ” ka Ma'na kya hai?
a)   Khoob ta'reef kiya hua
b)   Ziyada ta'reef karne wale
c)   Bahut sabr karne wale
d)   Bahut ilm wale
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 17
Tareekh-e-Insaani ke sab se khoobsoorat insaan koun hain?
a)   Hazrat Ibraheem A.S.
b)   Hazrat Yusuf A.S
c)   Hazrat Moosa A.S.
d)   Allaah ke noor Hazrat Muhammad ﷺ
Correct Answer : d
Your Answer :
Question 18
kis Nabi ke Jism-e-At'har ka saaya zameen par nahi padta tha?
a)   Hazrat Adam A.S ka
b)   Hazrat Ibraheem A.S. ka
c)   Hamare Nabi Muhammad ﷺ ka
d)   Hazrat Moosa A.S. ka
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 19
Allaah ke sabse chahite aur buzurg bande saari makhlooq me koun hain?
a)   Hazrat Ibraheem A.S.
b)   Hazrat Moosa A.S
c)   Hamare Nabi Muhammad ﷺ
d)   Hazrat Nooh A.S.
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 20
Huzoor ﷺ ka sabse bada mo'jizah kya hai?
a)   Qur'aan
b)   Zaboor
c)   Taurat
d)   Injeel
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 21
Huzoor ﷺ par Qur'aan-e-Majeed Makkah me kitne saal aur Madeenah me kitne saal nazil hua?
a)   Makkah me 10 saal, Madeenah me 13 saal
b)   Makkah me 12 saal, Madeenah me 11 saal
c)   Makkah me 13 saal, Madeenah me 10 saal
d)   Makkah me 14saal, Madeenah me 9saal
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 22
Nabi aur Rasool ka ma'na kya hai?
a)   Nabi: Ghaib ki khabar batane wale; Rasool: bheje gaye
b)   Nabi: Ilm wale; Rasool: rehnuma
c)   Nabi: Paigham padhne wale; Rasool: taleem dene wale
d)   Nabi: Ibadat karne wale; Rasool: naseehat karne wale
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 23
Zameen ka woh kounsa hissah hai jo Arsh-e-Ilahi se bhi afzal hai?
a)   Masjid-e-Haraam ka sehan
b)   Masjid-e-Nabawi ka mehrab
c)   Qabar-e-Shareef ka woh hissah jo Huzoor ﷺ ke Jism-e-Mubarak se laga hua hai
d)   Jannat-ul-Baqee ka markazi hissah
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 24
Huzoor ﷺ ke Rouza-e-Mubarak ki ziyarat karne wala Qiyamat ke din kis cheez ka haqdar hoga?
a)   Huzoor ﷺ ki shafa'at
b)   Farishton ki dua
c)   Nekiyon me izafah
d)   Jannat ki basharat
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 25
Huzoor ﷺ Sahabah se kis tarah mila karte thay?
a)   Musaafahah karte aur dua farmate thay
b)   Salaam karte aur baith jaate thay
c)   Dua karte aur naseehat farmate thay
d)   Salaam karte aur sawal farmate thay
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 26
Huzoor ﷺ ka kisi ajnabi shaks ko bulane ka andaaz-e-mubarak kya tha?
a)   Yaa Akhi
b)   Yaa Abdallaah
c)   Yaa Saahib
d)   Yaa Rajul
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 27
Huzoor ﷺ ne apne aap ko kin 3 cheezon se bachaye rakha?
a)   Riyaa, be'sood baton aur kasrat-e-kalam se
b)   Safar, tijarat aur kasrat-e-sawal se
c)   Khamoshi, tanhai aur safar se
d)   Neend, khane aur tijarat se
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 28
Huzoor ﷺ logon ke ta'alluq se kin 3 baton ka lihaaz farmate thay?
a)   Kisi ki mazammat nahi farmate, kisi ko aar nahi dilate, kisi ka ayeb nahi talaash karte
b)   Har shakhs se sawal karte, naseehat karte aur dua dete
c)   Kam bolte, jaldi rukhsat hote aur tanhai pasand karte
d)   Har baat likhwate, sawal karte aur jawab dete
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 29
Huzoor ﷺ ko koi munaasib cheez milti to Aap ﷺ kya irshaad farmate thay?
a)   Subhaanallaah
b)   Alhamdulillaahi Rabbil Aalameen
c)   Allaahu Akbar
d)   Laa Hawla Walaa Quwwata Illaa Billaah
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 30
Huzoor ﷺ koi nagawaar waqi'ah par kya irshaad farmate thay?
a)   Alhamdulillaahi Alaa Kulli Haal
b)   Subhaanallaahi Wa Bihamdihi
c)   Hasbunallaahu Wa Ni'mal Wakeel
d)   Astaghfirullaahal Azeem
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 31
Huzoor ﷺ ka pahla Nikaah kis Umar me aur kis se hua?
a)   20 saal ki Umar me Hazrat Khadeejah R.A. se
b)   25 saal ki Umar me Hazrat Khadeejah R.A. se
c)   30 saal ki Umar me Hazrat Khadeejah R.A. se
d)   35 saal ki Umar me Hazrat Khadeejah R.A. se
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 32
Huzoor ﷺ ka Nikaah Hazrat Khadeejah R.A. se kis Mahine me hua?
a)   Safar
b)   Rabi-ul-Awwal
c)   Muharram
d)   Rajab
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 33
Huzoor ﷺ ki us Biwi ka Naam kya hai jinhen ALLAAH ne Salaam bheja?
a)   Hazrat Aayeshah R.A
b)   Hazrat Hafsah R.A.
c)   Hazrat Khadeejah R.A
d)   Hazrat Maimoonah R.A
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 34
Huzoor ﷺ ka Aakhri Nikaah kis se hua?
a)   Hazrat Safiyyah R.A.
b)   Hazrat Juwairiyah R.A
c)   Hazrat Maimoonah R.A
d)   Hazrat Umme Salmah R.A
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 35
Huzoor ﷺ ki kis Biwi ka Nikaah Aasmaan par hua?
a)   Hazrat Hafsah R.A.
b)   Hazrat Zainab Binte Jahash R.A
c)   Hazrat Safiyyah R.A.
d)   Hazrat Maimoonah R.A.
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 36
Huzoor ﷺ ke Pardah farmane ke baad sab se pehle kis Biwi ka Inteqaal hua?
a)   Hazrat Aayeshah R.A
b)   Hazrat Umme Salmah R.A.
c)   Hazrat Zainab Binte Jahash R.A
d)   Hazrat Hafsah R.A
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 37
Huzoor ﷺ ki Azwaaj me sab se aakhir me kis ka Inteqaal hua?
a)   Hazrat Hafsah R.A.
b)   Hazrat Safiyyah R.A
c)   Hazrat Maimoonah R.A
d)   Hazrat Umme Salmah R.A
Correct Answer : d
Your Answer :
Question 38
Ummul Momineen Hazrat Khadeejah R.A. ki Mazaar-e-Mubaarak kahaan hai?
a)   Jannat-ul-Baqee
b)   Jannat-ul-Mu'alla
c)   Maqaam-e-Sarif
d)   Uhud
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 39
Ummul Momineen Hazrat Maimoonah R.A. ki Mazaar-e-Mubaarak kahaan hai?
a)   Jannat-ul-Mu'alla
b)   Jannat-ul-Baqee
c)   Maqaam-e-Sarif
d)   Uhud
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 40
Huzoor ﷺ ki Umar-e-Mubarak E'laan-e-Nabuwat ke waqt kitni thi?
a)   35 saal
b)   38 saal
c)   40 saal
d)   45 saal
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 41
Hazrat Khadeejah R.A. aur Hazrat Maimoonah R.A. ke ilaawah baaqi Ummahaat-ul-Momineen ke Mazaaraat kahaan hain?
a)   Jannat-ul-Mu'alla
b)   Jannat-ul-Baqee
c)   Maqaam-e-Sarif
d)   Uhud
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 42
Woh kounsi Ummul Momineen hain jinke paas Sahabah Ahaadees sunnay aaya karte thay?
a)   Hazrat Hafsah R.A
b)   Hazrat Aayeshah R.A
c)   Hazrat Safiyyah R.A.
d)   Hazrat Maimoonah R.A.
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 43
Huzoor ﷺ ki us Zoujah ka Naam kya hai jo Arabi-yun-Nasal nahi thien?
a)   Hazrat Khadeejah R.A.
b)   Hazrat Hafsah R.A.
c)   Hazrat Maimoonah R.A
d)   Hazrat Aayeshah R.A.
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 44
Ummahaat-ul-Momineen me koun sab se ziyada sadqah diya karti thien?
a)   Hazrat Aayeshah R.A.
b)   Hazrat Hafsah R.A.
c)   Hazrat Zainab Bint-e-Jahash R.A.
d)   Hazrat Safiyyah R.A.
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 45
Huzoor ﷺ ki sab se badi Sahebzaadi ka Naam kya hai?
a)   Hazrat Ruqayyah R.A.
b)   Hazrat Zainab R.A
c)   Hazrat Umme Kulsoom R.A.
d)   Hazrat Fatimah R.A.
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 46
Huzoor ﷺ ki doosri Sahebzaadi Hazrat Ruqayyah R.A. ka Inteqaal kis san-e-Hijri me hua?
a)   1 Hijri
b)   2 Hijri
c)   3 Hijri
d)   4 Hijri
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 47
Huzoor ﷺ ki Nasal Mubarak ko ALLAAH ne kis Beti ke zariye jaari rakha?
a)   Hazrat Zainab R.A.
b)   Hazrat Ruqayyah R.A.
c)   Hazrat Umme Kulsoom R.A.
d)   Hazrat Fatimah R.A.
Correct Answer : d
Your Answer :
Question 48
Huzoor ﷺ ne apni Chaadar-e-Mubaarak kis Beti ko ataa farmayi?
a)   Hazrat Ruqayyah R.A
b)   Hazrat Fatimah R.A
c)   Hazrat Zainab R.A.
d)   Hazrat Umme Kulsoom R.A.
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 49
Hazrat Fatimah R.A. ki Shaadi kis san-e-Hijri me hui aur Khutbah-e-Nikaah kis ne padha?
a)   1 Hijri — Hazrat Abu Bakr R.A.
b)   2 Hijri — Huzoor ﷺ
c)   3 Hijri — Hazrat Umar R.A.
d)   4 Hijri — Hazrat Usman R.A.
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 50
Huzoor ﷺ se Hazrat Ali R.A. ke kya Rishtay hain?
a)   Chachazaad Bhai
b)   Mamoozaad Bhai
c)   Chachazaad Bhai aur Damaad
d)   None of above
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 51
Huzoor ﷺ ke kitne Damaad hain?
a)   2
b)   3
c)   4
d)   5
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 52
Huzoor ﷺ ke pehle Damaad ka Naam kya hai?
a)   Hazrat Abul Aas R.A.
b)   Hazrat Usman R.A.
c)   Hazrat Ali R.A.
d)   None of above
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 53
Huzoor ﷺ ke Doosre Damaad ka Naam kya hai, jinka laqab “Zunnoorain” hai?
a)   Hazrat Ali R.A.
b)   Hazrat Abul Aas R.A.
c)   Hazrat Usman R.A.
d)   None of Above
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 54
Huzoor ﷺ ke Teesre Damaad ka Naam kya hai, jinka laqab “Baabul Ilm” hai?
a)   Hazrat Ali R.A
b)   Hazrat Usman R.A.
c)   Hazrat Abul Aas R.A
d)   None of Above
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 55
Woh kaunse Sahabi hain jinki wilaadat par Huzoor ﷺ ne apna Lu'aab-e-Mubaarak unke Muh me daalaa?
a)   Hazrat Ali R.A
b)   Hazrat Usman R.A.
c)   Hazrat Zaid R.A.
d)   Hazrat Talha R.A.
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 56
Huzoor ﷺ ke un Nawaason ke Naam batayiye jo Jannati noujawano ke Sardaar hain?
a)   Hazrat Hasan R.A. aur Hazrat Hussain R.A.
b)   Hazrat Qasim R.A. aur Hazrat Abdullah R.A.
c)   Hazrat Abdullah R.A. aur Hazrat Ibraheem R.A.
d)   Hazrat Zaid R.A. aur Hazrat Usamah R.A.
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 57
Huzoor ﷺ ke kitne Chacha hain?
a)   7
b)   8
c)   9
d)   10
Correct Answer : c
Your Answer :
Question 58
Huzoor ﷺ ke Sar-e-Mubaarak aur Daadhi ke Baalon ko kya kaha jata hai?
a)   Mooye Mubaarak
b)   Libas-e-Mubaarak
c)   Asa-e-Mubaarak
d)   None of above
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 59
Huzoor ﷺ ke Mooye Mubaarak kis Sahabi ki Topi me hamesha rahte thay?
a)   Hazrat Abu Ubaidah R.A
b)   Hazrat Khalid Bin Waleed R.A
c)   Hazrat Sa'd Bin Abi Waqqas R.A.
d)   Hazrat Talha R.A.
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 60
Huzoor ﷺ Bachpan me kis Cheez se khela karte thay?
a)   Chand (Moon)
b)   Sitare (Stars)
c)   Badal (Clouds)
d)   Suraj (Sun)
Correct Answer : a
Your Answer :
Question 61
Huzoor ﷺ ne kis Cheez ke do tukde kiye hain?
a)   Suraj
b)   Chand
c)   Pahaad
d)   Pathar
Correct Answer : b
Your Answer :
Question 62
Huzoor ﷺ kis beti ke aane par uth jaya karte they ?
a)   Hazrat Zainab R.A.
b)   Hazrat Ruqayyah R.A.
c)   Hazrat Umme Kulsoom R.A.
d)   Hazrat Fatimah R.A.
Correct Answer : d
Your Answer :
Question 63
Huzoor ﷺ ki Umar-e-Mubarak (Zahiri) kitni hai?
a)   60 saal
b)   61 saal
c)   63 saal
d)   65 saal
Correct Answer : c
Your Answer :