Total Questions : 63
Correct : 61
Wrong : 2
Question 1
1. ALLAAH ne sab se pahle kis ke noor ko paida kiya?
| a) | Hazrat Adam A.S. ke Noor ko |
| b) | Hazrat Ibraheem A.S. ke Noor ko |
| c) | Hamare Nabi ﷺ ke Noor ko |
| d) | Hazrat Moosa A.S. ke Noor ko |
Correct Answer : c
Your Answer : a
Question 2
Huzoor ﷺ ka Naam-e-Mubarak kya hai?
| a) | Muhammad ﷺ |
| b) | Ibraheem A.S. |
| c) | Ismail A.S. |
| d) | Moosa A.S. |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 3
Huzoor ﷺ ki wiladat kis waqt aur kis din ko huyi?
| a) | Subah Sadiq ke waqt, Monday ko |
| b) | Subah Sadiq ke waqt, Friday ko |
| c) | Dopahar ke waqt, Monday ko |
| d) | Shaam ke waqt, Friday ko |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 4
Huzoor ﷺ ki wiladat kis Qamri wa Eesawi tareekh ko huyi?
| a) | 10 Rabi-ul-Awwal, 570 Eesawi |
| b) | 12 Rabi-ul-Awwal, 571 Eesawi |
| c) | 12 Rajab, 571 Eesawi |
| d) | 10 Muharram, 572 Eesawi |
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 5
Huzoor ﷺ ke Waalid aur Waalidah ka Naam kya hai?
| a) | Hazrat Abdullah R.A. aur Hazrate Aaminah R.A |
| b) | Hazrat Abdullah R.A. |
| c) | Hazrate Aaminah R.A |
| d) | Don't Know |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 6
Huzoor ﷺ ke Dada aur Daadi ka naam kya hai?
| a) | Hazrat Abdul Muttalib |
| b) | Hazrate Fatima bint Amr |
| c) | Hazrat Abdul Muttalib aur Hazrate Fatima bint Amr |
| d) | Don't Know |
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 7
Huzoor ﷺ ke Nana aur Naani ka naam kya hai?
| a) | Hazrat Wahab aur Hazrate Barrah |
| b) | Hazrate Barrah |
| c) | Hazrat Wahab |
| d) | Don't Know |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 8
Huzoor ﷺ ka ta'alluq kis khandaan aur kis qabeele se hai?
| a) | Bani Umayyah aur Quraish |
| b) | Bani Haashim aur Quraish |
| c) | Bani Haashim aur Aus |
| d) | Bani Najjar aur Khazraj |
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 9
Huzoor ﷺ Ummat ke liye kya hain?
| a) | Roohani Baap |
| b) | Roohani Ustaad |
| c) | Roohani Rehnuma |
| d) | Roohani Dost |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 10
Huzoor ﷺ ki Azwaaj-e-Mutah'haraat Ummat ke liye kya hain aur unki ta'daad kitni hai?
| a) | Maaein, aur ta'daad 11 |
| b) | Maaein, aur ta'daad 11 |
| c) | Maaein, aur ta'daad 13 |
| d) | Maaein, aur ta'daad 11 |
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 11
Huzoor ﷺ kitne saal Makkah me aur kitne saal Madeenah me rahe?
| a) | 50 saal Makkah, 13 saal Madeenah |
| b) | 53 saal Makkah, 10 saal Madeenah |
| c) | 55 saal Makkah, 8 saal Madeenah |
| d) | 52 saal Makkah, 11 saal Madeenah |
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 12
Meelaad-un-Nabi kis Mahine ki kis Tareekh ko manaya jata hai?
| a) | 20 Muharram |
| b) | 27 Rajab |
| c) | 15 Sha'ban |
| d) | 12 Rabi-ul-Awwal |
Correct Answer : d
Your Answer : d
Question 13
Huzoor ﷺ ke kitne bete hain?
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 14
Huzoor ﷺ ki kitni betiyan hain?
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 15
“Muhammad ﷺ” ka Ma'na kya hai?
| a) | Khoob ta'reef kiya hua |
| b) | Ziyada ta'reef karne wale |
| c) | Sabr karne wale |
| d) | Ilm wale |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 16
“Ahamed ﷺ” ka Ma'na kya hai?
| a) | Khoob ta'reef kiya hua |
| b) | Ziyada ta'reef karne wale |
| c) | Bahut sabr karne wale |
| d) | Bahut ilm wale |
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 17
Tareekh-e-Insaani ke sab se khoobsoorat insaan koun hain?
| a) | Hazrat Ibraheem A.S. |
| b) | Hazrat Yusuf A.S |
| c) | Hazrat Moosa A.S. |
| d) | Allaah ke noor Hazrat Muhammad ﷺ |
Correct Answer : d
Your Answer : d
Question 18
kis Nabi ke Jism-e-At'har ka saaya zameen par nahi padta tha?
| a) | Hazrat Adam A.S ka |
| b) | Hazrat Ibraheem A.S. ka |
| c) | Hamare Nabi Muhammad ﷺ ka |
| d) | Hazrat Moosa A.S. ka |
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 19
Allaah ke sabse chahite aur buzurg bande saari makhlooq me koun hain?
| a) | Hazrat Ibraheem A.S. |
| b) | Hazrat Moosa A.S |
| c) | Hamare Nabi Muhammad ﷺ |
| d) | Hazrat Nooh A.S. |
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 20
Huzoor ﷺ ka sabse bada mo'jizah kya hai?
| a) | Qur'aan |
| b) | Zaboor |
| c) | Taurat |
| d) | Injeel |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 21
Huzoor ﷺ par Qur'aan-e-Majeed Makkah me kitne saal aur Madeenah me kitne saal nazil hua?
| a) | Makkah me 10 saal, Madeenah me 13 saal |
| b) | Makkah me 12 saal, Madeenah me 11 saal |
| c) | Makkah me 13 saal, Madeenah me 10 saal |
| d) | Makkah me 14saal, Madeenah me 9saal |
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 22
Nabi aur Rasool ka ma'na kya hai?
| a) | Nabi: Ghaib ki khabar batane wale; Rasool: bheje gaye |
| b) | Nabi: Ilm wale; Rasool: rehnuma |
| c) | Nabi: Paigham padhne wale; Rasool: taleem dene wale |
| d) | Nabi: Ibadat karne wale; Rasool: naseehat karne wale |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 23
Zameen ka woh kounsa hissah hai jo Arsh-e-Ilahi se bhi afzal hai?
| a) | Masjid-e-Haraam ka sehan |
| b) | Masjid-e-Nabawi ka mehrab |
| c) | Qabar-e-Shareef ka woh hissah jo Huzoor ﷺ ke Jism-e-Mubarak se laga hua hai |
| d) | Jannat-ul-Baqee ka markazi hissah |
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 24
Huzoor ﷺ ke Rouza-e-Mubarak ki ziyarat karne wala Qiyamat ke din kis cheez ka haqdar hoga?
| a) | Huzoor ﷺ ki shafa'at |
| b) | Farishton ki dua |
| c) | Nekiyon me izafah |
| d) | Jannat ki basharat |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 25
Huzoor ﷺ Sahabah se kis tarah mila karte thay?
| a) | Musaafahah karte aur dua farmate thay |
| b) | Salaam karte aur baith jaate thay |
| c) | Dua karte aur naseehat farmate thay |
| d) | Salaam karte aur sawal farmate thay |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 26
Huzoor ﷺ ka kisi ajnabi shaks ko bulane ka andaaz-e-mubarak kya tha?
| a) | Yaa Akhi |
| b) | Yaa Abdallaah |
| c) | Yaa Saahib |
| d) | Yaa Rajul |
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 27
Huzoor ﷺ ne apne aap ko kin 3 cheezon se bachaye rakha?
| a) | Riyaa, be'sood baton aur kasrat-e-kalam se |
| b) | Safar, tijarat aur kasrat-e-sawal se |
| c) | Khamoshi, tanhai aur safar se |
| d) | Neend, khane aur tijarat se |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 28
Huzoor ﷺ logon ke ta'alluq se kin 3 baton ka lihaaz farmate thay?
| a) | Kisi ki mazammat nahi farmate, kisi ko aar nahi dilate, kisi ka ayeb nahi talaash karte |
| b) | Har shakhs se sawal karte, naseehat karte aur dua dete |
| c) | Kam bolte, jaldi rukhsat hote aur tanhai pasand karte |
| d) | Har baat likhwate, sawal karte aur jawab dete |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 29
Huzoor ﷺ ko koi munaasib cheez milti to Aap ﷺ kya irshaad farmate thay?
| a) | Subhaanallaah |
| b) | Alhamdulillaahi Rabbil Aalameen |
| c) | Allaahu Akbar |
| d) | Laa Hawla Walaa Quwwata Illaa Billaah |
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 30
Huzoor ﷺ koi nagawaar waqi'ah par kya irshaad farmate thay?
| a) | Alhamdulillaahi Alaa Kulli Haal |
| b) | Subhaanallaahi Wa Bihamdihi |
| c) | Hasbunallaahu Wa Ni'mal Wakeel |
| d) | Astaghfirullaahal Azeem |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 31
Huzoor ﷺ ka pahla Nikaah kis Umar me aur kis se hua?
| a) | 20 saal ki Umar me Hazrat Khadeejah R.A. se |
| b) | 25 saal ki Umar me Hazrat Khadeejah R.A. se |
| c) | 30 saal ki Umar me Hazrat Khadeejah R.A. se |
| d) | 35 saal ki Umar me Hazrat Khadeejah R.A. se |
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 32
Huzoor ﷺ ka Nikaah Hazrat Khadeejah R.A. se kis Mahine me hua?
| a) | Safar |
| b) | Rabi-ul-Awwal |
| c) | Muharram |
| d) | Rajab |
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 33
Huzoor ﷺ ki us Biwi ka Naam kya hai jinhen ALLAAH ne Salaam bheja?
| a) | Hazrat Aayeshah R.A |
| b) | Hazrat Hafsah R.A. |
| c) | Hazrat Khadeejah R.A |
| d) | Hazrat Maimoonah R.A |
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 34
Huzoor ﷺ ka Aakhri Nikaah kis se hua?
| a) | Hazrat Safiyyah R.A. |
| b) | Hazrat Juwairiyah R.A |
| c) | Hazrat Maimoonah R.A |
| d) | Hazrat Umme Salmah R.A |
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 35
Huzoor ﷺ ki kis Biwi ka Nikaah Aasmaan par hua?
| a) | Hazrat Hafsah R.A. |
| b) | Hazrat Zainab Binte Jahash R.A |
| c) | Hazrat Safiyyah R.A. |
| d) | Hazrat Maimoonah R.A. |
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 36
Huzoor ﷺ ke Pardah farmane ke baad sab se pehle kis Biwi ka Inteqaal hua?
| a) | Hazrat Aayeshah R.A |
| b) | Hazrat Umme Salmah R.A. |
| c) | Hazrat Zainab Binte Jahash R.A |
| d) | Hazrat Hafsah R.A |
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 37
Huzoor ﷺ ki Azwaaj me sab se aakhir me kis ka Inteqaal hua?
| a) | Hazrat Hafsah R.A. |
| b) | Hazrat Safiyyah R.A |
| c) | Hazrat Maimoonah R.A |
| d) | Hazrat Umme Salmah R.A |
Correct Answer : d
Your Answer : d
Question 38
Ummul Momineen Hazrat Khadeejah R.A. ki Mazaar-e-Mubaarak kahaan hai?
| a) | Jannat-ul-Baqee |
| b) | Jannat-ul-Mu'alla |
| c) | Maqaam-e-Sarif |
| d) | Uhud |
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 39
Ummul Momineen Hazrat Maimoonah R.A. ki Mazaar-e-Mubaarak kahaan hai?
| a) | Jannat-ul-Mu'alla |
| b) | Jannat-ul-Baqee |
| c) | Maqaam-e-Sarif |
| d) | Uhud |
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 40
Huzoor ﷺ ki Umar-e-Mubarak E'laan-e-Nabuwat ke waqt kitni thi?
| a) | 35 saal |
| b) | 38 saal |
| c) | 40 saal |
| d) | 45 saal |
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 41
Hazrat Khadeejah R.A. aur Hazrat Maimoonah R.A. ke ilaawah baaqi Ummahaat-ul-Momineen ke Mazaaraat kahaan hain?
| a) | Jannat-ul-Mu'alla |
| b) | Jannat-ul-Baqee |
| c) | Maqaam-e-Sarif |
| d) | Uhud |
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 42
Woh kounsi Ummul Momineen hain jinke paas Sahabah Ahaadees sunnay aaya karte thay?
| a) | Hazrat Hafsah R.A |
| b) | Hazrat Aayeshah R.A |
| c) | Hazrat Safiyyah R.A. |
| d) | Hazrat Maimoonah R.A. |
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 43
Huzoor ﷺ ki us Zoujah ka Naam kya hai jo Arabi-yun-Nasal nahi thien?
| a) | Hazrat Khadeejah R.A. |
| b) | Hazrat Hafsah R.A. |
| c) | Hazrat Maimoonah R.A |
| d) | Hazrat Aayeshah R.A. |
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 44
Ummahaat-ul-Momineen me koun sab se ziyada sadqah diya karti thien?
| a) | Hazrat Aayeshah R.A. |
| b) | Hazrat Hafsah R.A. |
| c) | Hazrat Zainab Bint-e-Jahash R.A. |
| d) | Hazrat Safiyyah R.A. |
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 45
Huzoor ﷺ ki sab se badi Sahebzaadi ka Naam kya hai?
| a) | Hazrat Ruqayyah R.A. |
| b) | Hazrat Zainab R.A |
| c) | Hazrat Umme Kulsoom R.A. |
| d) | Hazrat Fatimah R.A. |
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 46
Huzoor ﷺ ki doosri Sahebzaadi Hazrat Ruqayyah R.A. ka Inteqaal kis san-e-Hijri me hua?
| a) | 1 Hijri |
| b) | 2 Hijri |
| c) | 3 Hijri |
| d) | 4 Hijri |
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 47
Huzoor ﷺ ki Nasal Mubarak ko ALLAAH ne kis Beti ke zariye jaari rakha?
| a) | Hazrat Zainab R.A. |
| b) | Hazrat Ruqayyah R.A. |
| c) | Hazrat Umme Kulsoom R.A. |
| d) | Hazrat Fatimah R.A. |
Correct Answer : d
Your Answer : d
Question 48
Huzoor ﷺ ne apni Chaadar-e-Mubaarak kis Beti ko ataa farmayi?
| a) | Hazrat Ruqayyah R.A |
| b) | Hazrat Fatimah R.A |
| c) | Hazrat Zainab R.A. |
| d) | Hazrat Umme Kulsoom R.A. |
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 49
Hazrat Fatimah R.A. ki Shaadi kis san-e-Hijri me hui aur Khutbah-e-Nikaah kis ne padha?
| a) | 1 Hijri — Hazrat Abu Bakr R.A. |
| b) | 2 Hijri — Huzoor ﷺ |
| c) | 3 Hijri — Hazrat Umar R.A. |
| d) | 4 Hijri — Hazrat Usman R.A. |
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 50
Huzoor ﷺ se Hazrat Ali R.A. ke kya Rishtay hain?
| a) | Chachazaad Bhai |
| b) | Mamoozaad Bhai |
| c) | Chachazaad Bhai aur Damaad |
| d) | None of above |
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 51
Huzoor ﷺ ke kitne Damaad hain?
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 52
Huzoor ﷺ ke pehle Damaad ka Naam kya hai?
| a) | Hazrat Abul Aas R.A. |
| b) | Hazrat Usman R.A. |
| c) | Hazrat Ali R.A. |
| d) | None of above |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 53
Huzoor ﷺ ke Doosre Damaad ka Naam kya hai, jinka laqab “Zunnoorain” hai?
| a) | Hazrat Ali R.A. |
| b) | Hazrat Abul Aas R.A. |
| c) | Hazrat Usman R.A. |
| d) | None of Above |
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 54
Huzoor ﷺ ke Teesre Damaad ka Naam kya hai, jinka laqab “Baabul Ilm” hai?
| a) | Hazrat Ali R.A |
| b) | Hazrat Usman R.A. |
| c) | Hazrat Abul Aas R.A |
| d) | None of Above |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 55
Woh kaunse Sahabi hain jinki wilaadat par Huzoor ﷺ ne apna Lu'aab-e-Mubaarak unke Muh me daalaa?
| a) | Hazrat Ali R.A |
| b) | Hazrat Usman R.A. |
| c) | Hazrat Zaid R.A. |
| d) | Hazrat Talha R.A. |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 56
Huzoor ﷺ ke un Nawaason ke Naam batayiye jo Jannati noujawano ke Sardaar hain?
| a) | Hazrat Hasan R.A. aur Hazrat Hussain R.A. |
| b) | Hazrat Qasim R.A. aur Hazrat Abdullah R.A. |
| c) | Hazrat Abdullah R.A. aur Hazrat Ibraheem R.A. |
| d) | Hazrat Zaid R.A. aur Hazrat Usamah R.A. |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 57
Huzoor ﷺ ke kitne Chacha hain?
Correct Answer : c
Your Answer : c
Question 58
Huzoor ﷺ ke Sar-e-Mubaarak aur Daadhi ke Baalon ko kya kaha jata hai?
| a) | Mooye Mubaarak |
| b) | Libas-e-Mubaarak |
| c) | Asa-e-Mubaarak |
| d) | None of above |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 59
Huzoor ﷺ ke Mooye Mubaarak kis Sahabi ki Topi me hamesha rahte thay?
| a) | Hazrat Abu Ubaidah R.A |
| b) | Hazrat Khalid Bin Waleed R.A |
| c) | Hazrat Sa'd Bin Abi Waqqas R.A. |
| d) | Hazrat Talha R.A. |
Correct Answer : b
Your Answer : c
Question 60
Huzoor ﷺ Bachpan me kis Cheez se khela karte thay?
| a) | Chand (Moon) |
| b) | Sitare (Stars) |
| c) | Badal (Clouds) |
| d) | Suraj (Sun) |
Correct Answer : a
Your Answer : a
Question 61
Huzoor ﷺ ne kis Cheez ke do tukde kiye hain?
| a) | Suraj |
| b) | Chand |
| c) | Pahaad |
| d) | Pathar |
Correct Answer : b
Your Answer : b
Question 62
Huzoor ﷺ kis beti ke aane par uth jaya karte they ?
| a) | Hazrat Zainab R.A. |
| b) | Hazrat Ruqayyah R.A. |
| c) | Hazrat Umme Kulsoom R.A. |
| d) | Hazrat Fatimah R.A. |
Correct Answer : d
Your Answer : d
Question 63
Huzoor ﷺ ki Umar-e-Mubarak (Zahiri) kitni hai?
| a) | 60 saal |
| b) | 61 saal |
| c) | 63 saal |
| d) | 65 saal |
Correct Answer : c
Your Answer : c